khushbu hai do aalam mein teri aye gul-e-chida khushbu hai do aalam mein teri aye gul-e-chida kis munh se bayan ho tere osaaf-e-hamida jab naat padhi meine to hamsaaye hamaare khushbu se mahekta mera ghar dekhne aaye khushbu hai do aalam mein teri aye gul-e-chida kis munh se bayan ho tere osaf-e-hamida tujhsa koi aaya hai na aayega jahaa.n mein deta hai gawaahi yehi aalam ka jardia khairaat mujhe apni mohabbat ki ata kar aaya hun tere dar pe panamaan-e-darida yu.n door hu.n taeeb mein haram-e-nabwi se sehra mein hun jis tarha koi shaakh-e-burida khushbu hai do aalam mein teri aye gul-e-chida